Shahi qila



Shahi Qila Pakistan ke mashoor shehar Lahore mein hai. Ye 120 acre par pheela hua qila hai. Ye Qila badshah akbar ne apne door-e-hakumat mein tameer karwaya. Ye dunya ka aik heran kar dene wala qila hai. 1556 se 1605 tak is ki tameer ki gayi. Waqt ke sath sath is mein tabdeeliyan bhi ki gayien. 1971 tak sheesh mahal aur moti masjid ne qilay ko 4 chand laga diye. Is mein 13 darwaze hain. Is qilay ki sair karne tamam dunya se log atay hain.machin nahi lagi hui yee pani ravi se ata tha aj sehazroon saal phely jab 
shahi qila bna tha to es main mazdooron ne esa kam kiya tah k pan apny 
ap ata tha or apny ap jata tha or dusra ajuba ye hai k pani apny ap garam 
rahta tha matlab k jab shahi qila banaya gya to es main 1 diya jalaya gya 
wo diya kabi b band nahi hota tha hamesha chalta rehta tha zameen k
nechay  matlab qilay k nechay phir chand log aye qilay main ye dhekne k
 ye pani  kase garm hota hai or pani kider se ata hai kyun ata hai ye
dhekne k leay uno ne qilay k khudai karna shuru kar de or jab zameen
 khodi to nechay diya jal raha tha jab zameen khuli to jalty jalty diya
 apny ap band ho gya or us k bad kabi b wo diya nahi jla or jab pani
 check kiya k pani kider se ata hai to pipe torna shuru kar deay or jab
pipe tory to pipe dubara wapis nahi jury or aj tak qilay main pani nahi ata
matlab phely qilay main favary chalty thy lakin zameen khodne k bad na he
 favary chaly or na he pani garam huva shahi qilay main bohat se asee jagan
 hain shahi qilay main ab b wo sab saman hai jo badsha k zamane main hota
 tha matlab talwar pastol goli or sab kuch purany zamane ka kafi saman abe b
majud hai  qilay main qilay main wo jaga b hai jahan badsha gardan kata
karta tha insano ke or wo jaga b hai jahan qilay main larai hui the
wo khool abe b dweeron main laga hai qilay main ek ase jaga banai hui hai
jahan pe wo sara samaan pra huba hai badsha k zamane ka sheshay
main band hai us k andar log ja to sakte hain magar tasweer nahi le sakte
hain tasweev lena mana hai qilay main ek jaga hai jahan pani wala
quvan hota tha aj b wo quvan majud hai magar ab wo suk gya hlahore main har hafte ke raat ko larky bike racing karty hain
har hafte esa he hota hai lahore k larky bohat nadar hain har
koi ek dusry se race khelta hai bohat dafa esa huva hai k
larky girty hain chot lagte hai lakiin koi b baaz nahi ata hai
khas tor pe lahore k larky zayada esa karty hain
larky jab race khelty hain bike pe to bike k uper late jate
hain phir race lagate hain ye bohat he khatraknak kam hai
lakin koi b baaz nahi ata hai ab to larky racing k sath sath
villing b karty hain matlab 1 wheeling 1 wheel pe bike
chalate hain phir har koi apny apny andaz main esa
karta hai koi ek hath se karta hai to koi kuch karta hai
ab to ye kam am ho gya hai har fate ke raat lahore main
esa he hota hai ab to lahore main lakon ne alag AliJuly 20, 2013 at 12:39 AM
It elaborate the Mughal architecture is straight out of a storybook of the Mysterious East. The Fort is rectangular in shape and is situated in the north western corner of Lahore, adjacent to the Walled City. It has 13 gates. Here are some really good photos; The city of Mirpur was founded by a Gakhar chief Miran Shah Ghazi around 1642 AD. In 1816, Ranjit Singh annexed Jammu state and in 1820 awarded Jammu to his commander Gulab Singh who hailed from Jammu and was under the service of Ranjit Singh for the past eight years.Between 1831-39 Ranjit Singh bestowed on Gulab Singh the royalty of the salt mines in northern Punjab, and the northern Punjab towns including Bhera, Jhelum, Rohtas, Mirpur, Kotli and Gujrat. Gulab Singh kept on expanding his kingdom and in 1840 Baltistan was made subject to Jammu and Gilgit fell to a Sikh force from Kashmir in 1842.
Since Mirpur lies at the point where the Jhelum River breaks out of the Pir Panjal mountains into the plains Punjab. It was an ideal spot for the construction of the boats used to carry goods. Traders have been operating from there across the Indian Ocean for over three thousand years. Most of boats trading systems were drawn from Mirpur. With the arrival of British rule however, the thriving river trade was decimated due to the construction of railway lines from Bombay and Karachi into the interior of the Punjab. Moving goods by rail was both cheaper and quicker, and hundreds of Mirpuri boatmen found themselves out of a job.
At the same time long-distance ocean trade was shifting from sail to steam. There was a huge demand for men who were prepared to work in the hot, dangerous stokeholds of the new coal-fired steamers. In the 1870s Mirpuri ex-river boatmen were desperately searching for a new source of income. They gained jobs as engine-room stokers on new steamships sailing out of Karachi and Bombay, a position they retained until coal-fired ships were finally phased out of service at the end of the second world war.

Comments

Popular posts from this blog

History of mirpur